Sunday, February 02, 2014

'Aap Yahan aaye kis liye' song by Kishore Kumar and Asha Bhosle HD Youtube video and Lyrics from 'Kal aaj aur kal' movie

Aap yahan aaye kis liye HD video song and Lyrics from Kal aaj or kal'Kal Aaj Aur Kal' is a 1971 Hindi film produced by Raj Kapoor and directed by his son Randhir Kapoor. Story of movie is written by Virendra Sinha. Casts are Prithviraj Kapoor, Raj Kapoor, Randhir Kapoor and Babita Kapoor. All music of this movie is composed by Shankar Jaikishan. This film contain super hit songs like ' Bhanware ki gunjan' and 'Aap yahan aaye kis liye.' Singers of songs are Kishore Kumar, Asha Bhosle, Manna Dey, Sharda and Mukesh.
HERE we are providing HD video of 'Aap yahan aaye kis liye' song, its details and Lyrics, which are given below-
  • Movie: Kal aaj aur kal
  • Song: Aap yahan aaye kis liye
  • Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
  • Lyricist: Gopaldas Neeraj
  • Music: Shankar Jaikishan
  • Featured actors: Randhir Kapoor and Babita Kapoor

'Aap yahan aaye kis liye' song HD video from 'Kal aaj aur kal' movie-





Lyrics of 'Aap yahan aaye kis liye' song-



hello
aap yahaan aaye
kisliye?
aapne bulaayaa
isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye
haa haa
pahle zaraa aap muskuraayiye
aap yahaan aaye
kisliye?
aji aapne bulaayaa isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye
naa naa
pahle zaraa aap muskuraayiye
muskuraane ki na koyi baat hai
aji dekhiye to kyaa haseen raat hai
oho kaam to bataayiye bataayiye
na na na
pahle zaraa aap muskuraayiye
aap yahaan aaye kisliye?

tere binaa haay
haan ?
neend nahin aati hai
really !
yaad teri aakar
aahaa
roz tadpaati hai
sachmuch ?
apnaa banaa lo
haath zaraa thaam lo
waah waah waah
baar baar poochho naa
kyaa ?
dil se bhi kaam lo
kaam to bataao
kaam seedhaa saadhaa hai
bolo bolo
aji lenaa ek waadaa hai
kyaa ?
aajaa aajaa
shaadi kaa iraadaa hai,
kyaa
kyaa
shaadi kaa iraadaa hai
shaadi kaa iraadaa hai
shaadi? aur tumse?
shaadi kaa iraadaa hai
no no no
shaadi?
naa baabaa naa
magar kyon?
shaadi to barbaadi hai
kyaa kahti ho?
chhin jaati aazaadi hai
bye bye
suno to
mona suno to
ta ta

aap yahaan aaye kisliye?
aapne bulaayaa isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye
haa haa
pahle zaraa aap muskuraayiye
pahle zaraa aap muskuraayiye

haay
aap yahaan aaye
kisliye?
arre !
aapne bulaayaa
isliye
hmm
aaye hain to kaam bhi bataayiye
haa haa
pahle zaraa aap muskuraayiye
aap yahaan aaye
kisliye?
aapne bulaayaa isliye
achchaa
aaye hain to kaam bhi bataayiye
pahle zaraa aap muskuraayiye
muskuraane ki na koyi baat hai
aji dekhiye to kyaa haseen raat hai
oh
kaam to bataayiye bataayiye
ha ha ha
pahle zaraa aap muskuraayiye
aap yahaan aaye kisliye?

maine kahaa
kaam to bataayiye
kaam
haan
kaam seedhaa sadaa hai
lenaa ek waadaa hai
achchaa
pyaar to nibhaaoge
nibhaaungaa
hmm
bhool to na jaaoge
na bhoolungaa
doli leke aaoge
aaungaa
shaadi bhi rachaaoge
rachaaungaa
cinema dikhaaoge
dikhaaunga
aah
khana bhi pakaaoge
pakaaungaa
bachhe bhi khilaaoge
khilaaungaa
roz na sataaoge
kabhi nahin
phir toham tumhare hain
very good
tere hi sahaare hain
jolly good
dil bhi tumhaara hai
kyaa kahne
ham bhi tumhaare hain
waah waah waah waah waah
ham bhi tumhaare hain
waah waah waah
ham bhi tumhaare hain..

No comments :

Post a Comment