Sath chalna na tha use, har mod par rahon ko dosh diya..
Pyaar ko pairon se raund kar, Gurur me kadam bada liya..
Laparwah mohabbat thi wo, jisne aankhe band ki ise tuta dekh kar,.
Lajmi tha chuban in tukadon ka, fir kyun uski yaadon ne dil ko rula diya..
Saya ban kar chale har pal, uske saath..
Har bure-acche daur me bane hamraz..
Na samjha usne mujhe apne kabil..
Meri wafadari par, kiya aetraz..