Wednesday, January 22, 2014

'Om shanti om' song by Kishor Kumare HD Youtube video and Lyrics from Karz movie

'Karz' is thriller movie of Bollywood,which was directed by Subhash Ghai and produced by Akhtar Farooqui and Jagjit Khurana. Story of movie is written by Dr. Rahi Masoom Reza. Music is given by Laxmikant-Pyarelal and Lyrics is penned by Anand Bakshi. Singers of songs are Mohammad Rafi, Kishore Kumar , Asha Bhosle and Lata Mangeshkar. Starring are Rishi Kapoor and Tina Munim as leads, also starring Simi Garewal. Movie was released in 1980. Music director was given Filmfare best music director award for 'Dard-e-dil' song and 'Om shanti om' song.
So HERE we are providing HD video, details and lyrics of 'Om shanti om' song, which are undergiven-

  • Movie: Karz(1980)
  • Song: Om shanti om
  • Length: ( 9:05)
  • Singer: Kishore Kumar
  • Lyricist: Anand Bakshi
  • Music director: Laxmikant Pyarelal
  • Featuring actors: Rishi Kapoor

  • 'Om shanti om' song HD video from Karz movie-




Lyrics of 'Om shanti om' song-



Hey, Tumne Kabhi Kisi Se Pyaar Kiya?, Kabhi Kisi Ko Dil Diya? 

Maine Bhi Diya!, (La La La La, La La La La - 4) 

Meri Umar Ke Naujawaanon, La La La La, La La La La
Dil Na Lagaana O Deewanon, La La La La, La La La La 
Ae Meri Umar Ke Naujawaanon, Dil Na Lagaana O Deewanon 
Maine Pyaar Karke, Chain Khoya, Neend Khoyi 
Arre Jhooth To Kehte Nahin Hai, Kehte Nahin Hai Log Koi 
Ae, Pyaar Se Badhkar Nahin Hai, Badhkar Nahin Hai Rog Koi 
(Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaaron Is Dil Pe Zor Koi) - 2 
Is Rog Ka Nahin Hai Ilaaj, Duniya Mein Aur Koi 
To Gaao (Om Shaanti Om, Shaanti Shaanti Om - 4) 

Hey, (Maine Kisi Ko Dil Deke Kar Li, Raatein Kharaab Dekho - 2) 
Aaya Nahin Abhi Tak Udhar Se - 2, Koi Jawaab Dekho
(Woh Na Kahenge To Khudkashi, Bhi Kar Jaaoonga Main Yaaron) - 2 
Woh Haan Kahenge To Bhi Khushi Se, Mar Jaaonga Main Yaaron 
To Gaao (Om Shaanti Om, Shaanti Shaanti Om - 2) 

(Jo Chhup Gaya Hai Pehli Nazar Ka Pehla Salaam Lekar) - 2 
Har Ek Saans Leta Hoon Ab Main (Uska Hi Naam Lekar - 2) 
(Mere Hazaaron Deewane Ab Main Khud Ban Gaya Deewana) - 2 
Yeh Waqt Tumpe Aa Jaaye Pyaar Mein, To Yeh Geet Gaana 
Sing (Om Shaanti Om, Shaanti Shaanti Om - 2) 

Meri Umar Ke Naujawaanon, Dil Na Lagaana O Deewanon 
Maine Pyaar Karke, Chain Khoya, Neend Khoyi 
Arre Jhooth To Kehte Nahin Hai, Kehte Nahin Hai Log Koi 
Ae, Pyaar Se Badhkar Nahin Hai, Badhkar Nahin Hai Rog Koi 
Chalta Nahin Hai Dil Deke Yaaron, Is Dil Pe Zor Koi 
Is Rog Ka Nahin Hai Ilaaj, Duniya Mein Aur Koi 
To Gaao (Om Shaanti Om, Shaanti Shaanti Om - 2) 
Om Shaanti Om Om Shaanti Om - 2 
Om Shaanti Shaanti Om - 2, Om Shaanti Shaanti Om Shaanti Om ....

No comments :

Post a Comment